allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
meri chashm e alam namnaak karde
mujhe alaishon se paak karde
mujhe kuch bhi nahi darkar ya rab
ghulam e sayyid e laulak karde
na rukh dayar e haram se badal nahi sakte
khayal dil ye nabi ka nikal nahi sakta
dar e huzur se hargiz main tal nahi sakta
fakir e gair ke tukdon pe pal nahi sakta
jise ishq e nabi haasil nahi hai
manabbar us bashar ka dil nahi hai
na ho jisme shah e bat-ha ki ulfat
kasam allah ki wo dil nahi hai
ye misl hai kya shauk tera nayi hai
khaaliq bhi fida khalq bhi shaidayi hai
khaaliq ne muhabbat mein nirale rukh se
sarkar ke chehre ki kasam khayi hai
allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
surat ko unki dekh ke muh se kuch na nikla
nikla toh ye nikla allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
udhar usne rehmat se parda uthaya
idhar shayaron ne kalam tod daale
beparda hua jab rukh e daman e muhammad
khurshid ne muh dhamp liya sharm ke maare
allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
sarkar ko konain ka sultan banaya
ishq e shah e bat-ha ko dil o chand banaya
bakhshish ke liye humne ye saamaan banaya
kyun ishq kiya rab ne mehboob se apne
tareef mein sarkar ki quran banaya
ae rehmat e alam main tere dein ke sadke
mangton ko tere faiz ne sultan banaya
allah bhi karta hai sada jis ki talawat
chehre ko muhammad ke woh quran banaya
illallah malaika
wasal noor e nabi
mujhe alaishon se paak karde
mujhe kuch bhi nahi darkar ya rab
ghulam e sayyid e laulak karde
na rukh dayar e haram se badal nahi sakte
khayal dil ye nabi ka nikal nahi sakta
dar e huzur se hargiz main tal nahi sakta
fakir e gair ke tukdon pe pal nahi sakta
jise ishq e nabi haasil nahi hai
manabbar us bashar ka dil nahi hai
na ho jisme shah e bat-ha ki ulfat
kasam allah ki wo dil nahi hai
ye misl hai kya shauk tera nayi hai
khaaliq bhi fida khalq bhi shaidayi hai
khaaliq ne muhabbat mein nirale rukh se
sarkar ke chehre ki kasam khayi hai
allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
surat ko unki dekh ke muh se kuch na nikla
nikla toh ye nikla allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
udhar usne rehmat se parda uthaya
idhar shayaron ne kalam tod daale
beparda hua jab rukh e daman e muhammad
khurshid ne muh dhamp liya sharm ke maare
allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
sarkar ko konain ka sultan banaya
ishq e shah e bat-ha ko dil o chand banaya
bakhshish ke liye humne ye saamaan banaya
kyun ishq kiya rab ne mehboob se apne
tareef mein sarkar ki quran banaya
ae rehmat e alam main tere dein ke sadke
mangton ko tere faiz ne sultan banaya
allah bhi karta hai sada jis ki talawat
chehre ko muhammad ke woh quran banaya
illallah malaika
wasal noor e nabi
Can you please post an English translation of this Qawwali, please.
ReplyDeleteThanks
Allah ne kaisa shah e zeeshan banaya
DeleteSarkar ko konain ka sultan banaya
God has made a marvelous prophet.
He has made him the ruler of the world
Kyun ishq kiya rab ne mehboob se apne
tareef mein sarkar ki quran banaya
Why did god love his beloved so much?
In praise of his beloves he made the quran.
Ae rehmat e aalam main teri dein ke sadke
Mangton ko tere faiz ne sultan banaya
O ocean of grace, I am astounded by your grace.
Your teachings transformed beggars into kings.
Allah bhi karta hai sada jis ki talawat
Chehre ko muhammad ke wo qursn banaya
Even god pays respect to the prophet.
The face of the prophet is quran for him.