tumne bhi thukra hi diya hai
tumne bhi thukra hi diya hai
duniya se door hue
apni ana ke saare sheeshe
aakhir chikna choor hue
hamne jin par ghazalein sochin
unko chaaha logon ne
ham kitne badnaam hue the
wo kitne mashoor hue
tarqe wafa ki saari kasamein
unko dekh kar toot gayin
unka naaz salaamat thehra
ham hi zara majboor hue
ek ghadi ko ruk kar poochha
usne to ehvaar magar
baaki umr na mud kar dekha
ham aise maghroor hue
anke unki bazm mein jaane
ka mohsin agar izn mile
zakhm hi unki nazar guzaarein
ashq to namanzoor hue
duniya se door hue
apni ana ke saare sheeshe
aakhir chikna choor hue
hamne jin par ghazalein sochin
unko chaaha logon ne
ham kitne badnaam hue the
wo kitne mashoor hue
tarqe wafa ki saari kasamein
unko dekh kar toot gayin
unka naaz salaamat thehra
ham hi zara majboor hue
ek ghadi ko ruk kar poochha
usne to ehvaar magar
baaki umr na mud kar dekha
ham aise maghroor hue
anke unki bazm mein jaane
ka mohsin agar izn mile
zakhm hi unki nazar guzaarein
ashq to namanzoor hue
its a Mohsin Naqwi ghazal
ReplyDeleteبہترین
ReplyDeleteShukriya janaab
Deleteہم نے جن پر غزلیں سُوچیں
ReplyDeleteاُن کو چاھا لوگوں نے
ھم کتنے بٙدنام ہوئے تھے
وُہ کتنے مشھور ھُوئے
ترکِ وفا کی ساری قسمیں
ReplyDeleteاُن کو دیکھ کر ٹُوٹ گئیں
اُن کا ناز سٙلامت ٹھرا
ھم ہی ذرا مجبور ھوئے
اِک گھڑی کو رُک کر پُوچھا
ReplyDeleteاُس نے تو احوال مگر
باقی عمر نہ مڑ کر دیکھا
ھم ایسے مغرور ھوئے
اب کے اُن کی بزم میں جانے
ReplyDeleteکا مُحسنْْ گر ازن ملے
زخم ہی اُن کی نظر گزاریں
اٙشک تو نامنظور ہوئے
"ek ghadi ko ruk kar poochha
ReplyDeleteusne to ehvaar magar"
Isme "ehvaar" means kya hai?