jaane is dil ka haal kya hoga
jaane is dil ka haal kya hoga
tera waada agar wafa hoga
hashar mein mera hashar kya hoga
teri jaanib agar khuda hoga
besabab toh nahi tadap dil ki
tere rukh se naqab utha hoga
hum na baaz aayenge muhabbat se
jaan jayegi aur kya hoga
teri bedaag meri khamoshi
hashar mein iska faisla hoga
tera gham ye samajh ke sehta hoon
meri kismat hi mein likha hoga
teri mehndi mein itna rang kahan
tumhein aashiq mila hua hoga
unke dar ka hai ye nishan aalam
dar pe mela sa ik laga hoga
tera waada agar wafa hoga
hashar mein mera hashar kya hoga
teri jaanib agar khuda hoga
besabab toh nahi tadap dil ki
tere rukh se naqab utha hoga
hum na baaz aayenge muhabbat se
jaan jayegi aur kya hoga
teri bedaag meri khamoshi
hashar mein iska faisla hoga
tera gham ye samajh ke sehta hoon
meri kismat hi mein likha hoga
teri mehndi mein itna rang kahan
tumhein aashiq mila hua hoga
unke dar ka hai ye nishan aalam
dar pe mela sa ik laga hoga
Who is the poet.
ReplyDeletePlease mention name
alaam baig
DeleteKhoon e Asiq
DeleteBlood of lover (poet)
DeleteNusrat fateh ali khan
ReplyDeleteBlood of the lover (poet)
ReplyDelete