gehna gaya hai chaand sitaare udaas hain
gehna gaya hai chaand sitaare udaas hain
unse bichchad ke dard ke maare udaas hain
unchiyan lambiyan tagaz khajooran
fakhr jinhan de kaahwe
jis dam naal e saanj assan di
saanu oh dum nazar na aave
galiyan sonj ujad dissan
sanu veda khaawan aave
yaar farid uthe ki wasna
jithe yaar nazar na aave
aa ve maahi tenu allah ghin lehyave
ve tu aaunda e baaze baaze
tasveer tedi khich pinjre paawan
tenu dekhan laaze laaze
je khabar howe tede aawan di
nit khol rakhan darwaaze
holi holi nikal jindre
kithe dhola na le janaaze
eid aayi mera yaar na aaye
rabba khair howe ohde dam di
haar shingaar na change lagde
kisse cheez te nazar na jamdi
khushiyan waaliyan neendran mannan
te main raat guzaaran gham di
yaar mile te main eid manaawan
bina yaar de eid na kam di
har aankh mein hain ashq e muhabbat saje hue
sab hi bemaar e pyaar ke maare udaas hain
dil ro raha hai hazrat e deewan ke liye
tum kahaan kho gaye
tum kahaan chchup gaye
tumko dekha bina dil behalta nahi
tumko laayein kahaan se sarre anjuman
apni takdeer par zor chalta nahi
dil ro raha hai hazrat e deewan ke liye
aankhon mein aansuon ke nazaare udaas hain
soorat tumhari aaj jo pesh e nazar nahi
mehfil mein sab ghulaam tumhare udaas hain
toofan e gham ne kis ka safeena dubo diya
maujon ke saath saath kinaare udaas hain
kyun chchup gaya nigah se ganj e shakar ka chaand
tere bagair sab tere pyaare udaas hain
hai aasmaan e chaand ka chehra bujha hua
is gham se chaandni ke ishaare udaas hain

Comments
Post a Comment