koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai

koi to hai jo nizam e hasti chala raha hai wohi khuda hai
dekhayi di jo nade nazar bhi woh aa raha hai wohi khuda hai

nazar bhi rakhe samaatein bhi woh jaan leta hai neeyatein bhi
wo khaana e la shaoor mein jagmagaraha hai wohi khuda hai 

talaash usko na kar buton mein woh hai badalti hui ruton mein
jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai wohi khuda hai 

kisi ko taare bakaar bakshe kisi zulmat haar bakhshe
jo sadke lakhon pe mohr e qudrat laga raha hai

Comments

  1. So many mistakes��

    Nazar bhi rakhe, SAMAATAIN BHI,
    Woh jaan leta hai neeyatain BHII

    Talash us ko na kar Buton mai,woh hai badalti huwi RUTON mai!!

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

vigar gayi ae thode dina ton

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha

tumhaare hi hone se aabad hai dil