vigar gayi ae thode dina ton doori payi ae thode dina ton tere hundeyan peende nahi saan peeni payi ae thode dina ton chann jeha mukhra nazar ni aaunda rut surmayi ae thode dina ton shaam savere aa jande sann khabar na layi ae thode dina ton dil marjaana hun tak darr da chot tan sahi ae thode dina ton sukh sunera koi ni aaunda ass te dhayi ae thode dina ton ik din 'Bari' hal ho jaani mushkil jayi ae thode dina ton
Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha Din dhal gaya suraj ka kahin naam nahi hai Ae wada shikan ab bhi teri shaam nahi hai Na dekha hai jaan se hi jaata hai koi Bahut der ki meherban aate aate Qayamat ka din aa gaya rafta rafta Mulakat ka din badalte badalte Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha Kyun pyar kiya tha jo nibhana hi nahi tha Yeh kajrawi na meri jaan ikhteyar karo Jo tumse pyar kare tum bhi usse pyar karo Is tarah mere haath se daman na chchudao Dil tod ke jaana tha to aana hi nahi tha O dil tod ke jaane wale dil ki baat batata ja Ab main dil ko kya samjhaun tu mujhko samjhata ja Allah na milne ke bahane the hazaron Milne ke liye koi bahana hi nahi tha Dekho mere sar phod ke marne ki ada bhi Warna mujhe diwana banana hi nahi tha Rone ke liye sirf muhabbat hi nahi thi Gham Aur bhi the dil ka fasana hi nahi tha Ya humse hi keh dena apni dil ki kahani Ya gosh warawaaz zamana hi nahi tha Qaisar koi a
shab e gham ki sahar nahi hoti ho bhi toh mere ghar nahi hoti zindagi tu hi mukhtasar ho ja shab e gham mukhtasar nahi hoti jod lagte gaye fasaane mein raaz khulte gaye chhupaane mein roothne ka sabab tum jaano ham to masroof hain manaane mein tune tinke samajh ke phoonk diya meri duniya thi aashiyaane mein muhabbat ki koi manzil nahi hai muhabbat maajil hai saahil nahi hai meri afsurdagi pe hasne waale tere pehlu mein shaayad dil nahi hai tumhara teer e nazar dil ke paar ho ke raha dil ne dam bhi na maarashikaar ho ke raha dil ki basti ajeeb basti hai roz ujadti hai roz basti hai tumhaare hi hone se aabad hai dil tumhi jab na hoge to veeran hoga tumhi se hai hasrat tumhi se hai armaan na has hasrat hi hoga na armaan hoga mera dil fida tumpe aur jaan qurbaan tumhi ho meri zindagani ka saaman tumhare hi jab kaam aayi ne yeh jaan toh phir jaan ka kya meri jaan hoga payaami jo dekha hai us se na kehna yeh bechainiyaan meri us se na kehna pareshaaniya
Comments
Post a Comment