sajna re tere bin jiya mora nahi laage
sajna re tere bin jiya mora nahi laage
kaatun tere bin kaise vairi raina
palkon ne birha ka gehna pehna
nindiya kahe aisi ankhiyon mein aaye
boondon ki paayal baji sunni kisi ne bhi nahi
khud se kahi jo kahi kahi kisi se bhi nahi
bheegne ko mann tarsega kab tak
chaandni mein aansu chamkega kab tak
saawan aaya nahi barse aur nahi jaaye
nindiya kahe aisi ankhiyon mein aaye
sargam chchidi pyar ki khilne lage phir gul kali
khushboo se par maang kar ud chali hun pi ki gali
aankch ghole meri saanson mein purva
dol dol jaawe pal pal manwa
rabb jaane yeh sapne hain yaa hain saaye

Comments
Post a Comment