ho karam ki nazar chisht ke tajwar

khwaja e khwajgan moinuddin
fakhr e kono makaam moinuddin
murshid e rehnuma ehle e safa
haudiye inson jaan moinuddin
qurbe haq aye niyaz darkhayi
saaz virde zabaan moinuddin

charagh e chisht shah e auliya ghareeb nawaaz
bahaar e anjuman e mustafa ghareeb nawaaz

ho karam ki nazar chisht ke tajwar
khwaja e khaajgaan khwaja hindalwali

sayyid ul auliya naayib e mustafa
qibla e aashiqan khwaja hindalwali

sabka tu aasra ham hain tere gada
sab ko khairaat de sadka e mustafa

ham khata hi khata tu ata hi ata
ham kahaan tu kahaan khwaja hindalwali

tu daleel e wazarat ti tanveer hai
tu muhammad ke jalwon ki tafseer hai

tu khuda toh nahi par khuda ki kasam
hai khuda ka nishan khwaja hindalwali

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

vigar gayi ae thode dina ton

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha

tumhaare hi hone se aabad hai dil